Friday, January 23, 2009

Shayari SMS

Ek pather lun
Aur us par pyar se likhon I Miss U
Aur phir kheench ke maru tere sar par
Phir patha chale kitran dard he teri yad me

Hamara har lamha chura liya aapne, aankhon ko ik chand dikha diya aapne. Hamein zindagi to di kisi aur ne, par pyaar itna dekar jeena sikha diya aapne.

Dosti insan ki zaroorat hai, dilon pe dosti ki huqumat hai, aap ke pyar ki wajah se zinda hain warna khuda ko bhi hamari zaroorat hai.

Aapki muskan hamari kamjori hai,
Keh na pana hamari majburi hai,
Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko,
Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?

Ek din hamare annsoon humse pooch baithe, humey roz -roz kyon bulate ho,
Humne kaha hum yaad to unhe karte hain tum kyon chale aate ho.

Ankhein khuli ho to chehra tumhara ho,
Aankhein bandh ho to sapna tumhara ho,
Mujhe maut ka dar na hoga,
Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho.

No comments:

Post a Comment